Lahore Old History Documentary in Urdu Hindi Video
Zinda dil aane Lahore jis k baarey mein sb sy zyada Punjabi zuban mein famous hai k JINNEY LAHORE NAI WEKHYA O JAMMYA E NAI.
Lahore 1 aisa city jis ko sochtey hein Khushgawar sa Ehsaas ho jata hai Jahan Ap jidher B nazar dorrayen Ap ko History or Historical Places hee nazar aayen gy.River Ravi sy shuru ho jayen Tou 23 March 1940 Salogan Meenar E Pakistan jissy Yadgar bhi kaha jata hai us k baad Badshahi Masjid, Shahi Qila, Data Darbar, Minto Park, Jallo PArk, Shadman Bagh , Sunehri Masjid, Bibi Pak Daman,
Zoo House, Al Hamra Hall,Science Museum, Mughalpura or b is k elawah bohat sy Tareekhi muqamaat apni History btatey nazar Ayen gy. 4000 Saal pehlay Is ka kaya naam tha kahan sy is ka naya naam shuru hua or kahan per ye Hamesha k lye Lahore ban gya.
Source Video : https://www.youtube.com/watch?v=vjH62ADPlbI
No comments:
Post a Comment